Stuti Songs
SS 113

Mera Hero, Yeshu mera Hero

Mera Hero, Yeshu mera Hero

Add to which set?

    Verse 1

    Mera Hero, Yeshu mera Hero

    Ye jeevan mujko diya hai

    Main uske peeche chalunga

    Main uske geeth gaonga

    Kuyke woh mera Hero ×2

    Sharuk nahi hero

    Sachin nahi hero

    Jesus he mera Hero

    Main uske peeche chalunga

    Main uske geeth gaonga

    Kuyke woh mera Hero ×2

    Shaithanke sath nahi

    Duniya ke sath nahi

    Main yeshu ke sath chelunga

    Main uske peeche chalunga

    Main uske geeth gaonga

    Kuyke woh mera Hero ×2

    What's wrong?

    SS 113 · Mera Hero, Yeshu mera Hero